Meri Kahani....ka bas yahee ant
yeh hai meri kahani, khamosh zindagani
sannata keh raha hai, kyun zulm seh raha hai
ek dastaan purani, tanhayi ki zubani
her zakham khil raha hai, kuch mujh se keh raha hai
chubtay kantay yadoon ke daaman say chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon
bass yeh meri kahani , benishaan nishaani
ek dard beh raha hai, kuch mujh se keh raha hai
chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon
bajay pyaar ki shabnum mere gulistaan mein
baraste rehte hain har samay maut ke saye
siyahiyon se ulajh padti hain meri aankhein
koi nahi .. koi bhi nahi jo batlaye
kitni der ujalon ki raah dekhe
koi nahi hai koi bhi nahina pass na durr
yeh pyaar hai dil ki dharkan
apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai
zindagi hai jo jiye jaati hai
khoon ke ghoont peay jaati hai
khwaab aankhon se siye jaati hai
ab na koi paas hai phir bhi ehsaas hai
shahiaon mai uljhi padi jeene ki ek aas hai
yadoon ka jungle yeh dil kaanton se jal thal yeh dil
chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon
8 Comments:
Strings..
good number...
1:26 PM
Oh madam kya haal hain :)
This songs good :D
Pranshu
12:03 PM
update????
2:13 AM
Normally hindi songs/poems dont appeal to me that much but this one soooo says it all!
5:32 PM
hey Naina!
i think we have met...err...no pickup line there:P..we have met in a yahoo conference with anz, sona, prats and pixie:D
well I haven't read this piece of poetry so I would rather comment on the prev. post. The gal in the pic looks cool with that bike. Is that you ;;)
7:45 PM
that was me!!
7:47 PM
How about restarting a new chapter?
3:28 PM
O madam aage update karne ka vichaar nahi hai kya :P
10:30 AM
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home